Man vs Machine, yeh debate saalon se chalti aayi hai, lekin aaj woh sachaiyon ki roop mein saamne aa rahi hai. ChatGPT, ek artificial intelligence model, jo kam samay mein accurate kaam karta hai, kya woh sach mein humare liye khatra hai? Kya AI sach mein humare kaam ko affect kar sakta hai, humein replace kar sakte hai? Yeh duniya, jise hum sirf filmo mein dekhte hai, kya woh sach ho sakti hai? Kya machines hum insaano se bhi aage nikal jayenge? Toh iss audio show mein aaiye aur jaaniye, kya hai iska sach Read More