Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialTu Mera Jinn — Episode 2 in Hindi. Bagi jinn Moksh insani duniya mein apni sharton par jee toh raha hai, magar use badle mein logon ki teen khwahishein puri karni padti hain. Jab khoobsurat si Sana uski zindagi mein aati hai, uski shaktiyan achanak kamzor hone lagti hain. Apni shaktiyon ko bachane ke liye, use Sana ki teen ichchhaon ko pura karna hoga. Par Jinnat ka raja Ifrit, Moksh ko saza dene ke liye dhoondh raha hai. Kya Moksh bach paayega Sana ki icchaon aur Ifrit ki saza se?