Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialThe Truck Stop Killer — Episode 1 in Hindi. Truck Stop Killer AKA Robert Benjamin Rhoades, ka 18-wheeler truck ban gaya ek mobile torture chamber ya yu'n kahe maut ka naya ghar. Zanjeer, hathkadiyaan, aur khatarnaak auzaaron se lais, usne kayi mahilaon ko apne kabze mein liya aur torcher kiya. Aakhir kaise aur kyon karta tha wo ladkiyo'n ka shikaar? Suniye, is khaufnak shikari ki sachchi kahani sirf Kuku FM par!