Pati mahatma, beta satyagrahi, in sabke beech mein khud ki zindagi bas qurbani. Yahi haal tha, Mohandas Karamchand Gandhi ki maa Kasturba Gandhi ka. Jo baal vivah ka shikaar hokar ek aise insaan ki patni ban gayi thi, jinke liye khud ki aatma-santushti hi important thi. Pati ke baad bete ka andaaz bhi aisa hi tha, jo khud desh ke liye satyagrahi aur mahatma ban gaye. Lekin in sabke beech Kasturba ne apni 62 saal ki zindagi apne-apne alag role nibhate huye bita di. Aaj bhale Kasturba ki maut ko kayi saal ho gaye hai, lekin The Secret Diary of Kasturba mein wo zinda hai. Ye audiobook humein batayegi ki 62 saal ki zindagi mein Kasturba ne kya kya kimat chukayi thi. Aaiye unke haal ko is audiobook mein jaane, sirf Kuku FM par!Read More