Porn Addiction dheere - dheere bahut common hota ja raha hai aur vo bhi zyadatar teenagers mein. Kyuki aaj sabhi ke pas mobile aur internet bahut easily available hai. Ek Media Report ke according ab log pornography ko real process of love making bhi samajhne lage hain jo ki aage chalkar sabhi individuals aur couples ke liye kafi harmful sabit ho sakta hai. Lekin agar aap is porn addiction se bachna chahte hai toh is audiobook se perfect aur kuch nahi ho sakta kyuki ye aapko porn ke aise myths batati hai jinko janne ke baad aap khud ko porn se door karte chale jayenge. Agar aapko "Your Brain on Porn" jaisi book pasand hai to ye audiobook zaroor sunein.
Read More