Humara dimag humare sharir ka software hai, aur jis tarah se computer ka software jitna accha aur advance hota hai, utna hi computer fast aur accurate kaam karta hai. Theek usi tarah se agar humara dimag jitna humare control mein rahega aur jitna sahi disha mein kaam karega, humari life utni hi behtar hogi. Aur yeh audiobook aapko aapke dimag ko behtar banane mein help karegi. Aap na sirf yeh janenge ki humara dimag kya kya kar sakta hai, balki yeh bhi janenge ki hum apne dimag ke sath kya kya kar sakte hai






