Yun to Yoga aur hum Indians ka rishta sadiyon purana hai. Lekin modernisation ke chakkar mein hum sab ise kahin na kahin bhulte ja rahe hai. Jabki sahi maynon mein dekha jaaye to pehle Yoga ke zariye hi sabhi fit aur healthy rehte huye kayi saalon tak jeete the. Lekin agar aapko aisa lagta hai ki Yoga sirf ek age tak kiya jata hai, to aap galat hai. Is audiobook mein humne aise kayi aasan bataye hain jinhe koi bhi bade aaram se karke healthy aur happy reh sakta hai. Aaiye unhe kaise aur kyun karna hai use jante hai.Read More