Jab Madhav ki behen Tara bani angrez sainiko ke hawas ka shikar aur Nawab Siraj ud daula ne ansuni kardi Madhav ki guhaar. Tab Madhav ne li kiski madad? Top, Banduk ya fir usse bhi takatwar aur rehasmayi hathiyar? Suniye Plassey ke yuddh ke ird gird buni gayi, badle ki ek gaatha...'Mayajal: Pratishodh Aur Plassey'.





