Yun to Netaji Subhash Chandra Bose ki maut 18 August 1945 mein, Bharat ko azadi milne se pehle hi ho gayi thi. Us dauran jab unki maut hui tab kayi aise raaz the, jinki sacchai duniya ke samne kabhi aa hi nahi paayi. Lekin agar itihaskaaron ki maane to Bose ki maut se jude kayi raaz hain, jinhe duniya ke samne kabhi laya hi nahi gaya. Is audiobook ko sunne ke baad un sabhi raazon par se parda uthana aapke liye aasan ho jayega. Aur Bose ki maut ka rahasya aapke samne hoga. Aaiye ise sunte hai.Read More