Yeh Class 12th ki NCERT Political Science book ki complete explanation hai. Ise sun kar aap The End of Bipolarity, Contemporary South Asia, International Organizations, Security in the Contemporary World
jaise topics ko ache se samajh jaayenge. Ismein har topic se jude examples aur important questions bhi bataye gaye hain, jo aapko exam ki taiyari mein aur bhi zyaada help karenge. Agar aap UPSC ki taiyaari kar rahe hain toh yeh information aapke liye kaafi helpful rahegi.Read More