Kya aapko pata hai desh ke economic capital ka naam Maharashtra kaise pada? Ya Maharashtra ki history kis tarah Chakravarti Samrat Ashok se judi hai? Ya kitne dynasty ne aaj tak Maharashtra par raaj kiya? Kya aapko pata hai Islamic Sultanate ne kaise Yadav kul ka yahan naash kiya? Aur kaise Aurangzeb ke vaar ka jawab Chhatrapati Shivaji aur Chhatrapati Sambhaji ne veerta se diya? UPSC mein pucche jane wale inhi sawalo ke jawab jane.



