Chaliye sunte hain ek aise insaan se jinki kahani apko inspire karne ke saath saath hairaan bhi bahut kregi. Hum baat kar rahe hain India ke ek aise hero ki jisne apni life ka zyadatar samay Kashmir mein bitaya. One and the Only, Retd. Lt. Gen. KJS Dhillon Sir. Aaj is audiobook mein vo apne jeevan ke kuch khas pehlu hamare saath share karte hain aur baat karte hain apni kitaab “Kitne Ghazi Aaye, Kitne Ghazi Gaye” ki.Read More