Kamakhya Mandir - Ek aisi jagah jisse poore Creation ka source maana jata hai, aur jahan pracheen tantra vidya aur divya shaktiyon ka milan hota hai. Is audio show mein jaaniye, kaise yeh mandir Bharat ka sabse bada tantrik sthal hai aur kyun yahan Devi ke yonibhag ki pooja ki jaati hai. Abhi suniye aur jaaniye, Kamakhya Mandir ka anokha rahasya!


