Film stars ke bich ho rahe Orgy me hui ek bhayanak hatya. Media me Katil thahrayi gayi famous Item Girl Sunny. Investigation me ACP Kabir ke saamne aaya film industry ka khatarnak kaala sach, jisne dahla kar rakh diya puri Mumbai film fraternity ko. Kya tha saalon se chhipa hua wo raaj? jaanne ke liye sune Item Girl- dhadkan aapke dilo ki!


