Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialNegotiation Se Safal Banein — Episode 3 in Hindi. Ghaate Ko Munaafe Mein Chahate Hain Badlna To zaroori Hai Ye Show Sunna. Aapne kabhi Negotiation yani mool-bhaav kiya hai? Kiya hi hoga.Ya apni mummy ko sabji wale se ya market mein karte dekha hoga. Kabhi baat ban jaati hai aur kabhi- kabhi nahin banti. Isi na banne wali baat aur aapko ghata khane se bachane ke liye hi to hum laaye hain aapke liye "Negotiation Se Safal Banein". Jismen aapko batayeinge Negotiation ke best tareeqe aur kuch aisi tips ki saamne wali party aapki Deal ko na nahin bol payegi.









