Kya aapko bhi lagta hai agar mere paas yeh hota to main yeh kar leta ? Wo hota to kitni asaani hoti grow karne mein ? Agar lagta hai to yeh kitaab aap ke liye hai. "Ganbette" ek jaapani philosophy hai jiske tehet aapko, jitna hai utne mein aage badhne ki tarkeeb sikhayi jaati hai. Bharat Aur Cheen ke saath saath Japan mein bhi bahut ache philosophers huye hain. Isliye ise aap simple words mein Japan ki geeta bhi keh sakte hain. To datt ke baithiye hamare saath aur suniye "Ganbatte - The Japanese Art Of Always Moving Forward" Sirf Kukufm par.Read More