Mahabharat mein chhipi hai ek sachche dhanurdhari yoddha ki aisi kahani, jo Guru Dronacharya ki mahanta par sawal uthaati hai. Eklavya ko Guru Drona ne dhanurvidya sikhane se mana kar diya kyonki Eklavya nishad putra the. Lekin Dronacharya ne guru dakshina mein Eklavya ka angootha kyon manga? Bina angoothe ke Eklavya ki dhanurvidya ka kya hua? Aaiye jaante hain is show mein.Read More