Jab hum koi kaam roz karne lagte hai to hume us kaam ko karne ki aadat hone lagti hai. Dimag aur sharir ek niyamit routine ke hisab se chalne lagta hai. Humari neend roz subah usi samay khulne lagti hai bina alarm ke bhi. Par Kya ek hi niyam "jaldi utho aur kaam karo" se sab kaam chal sakta hai ? Kya hum sab uth ke ek jaisa kaam karte hai ? Kya sabka routine ek jaisa hona chahiye ? Hum apna routine kaise set kar sakte hai aur ek accha routine kise kaha ja sakta hai ? Janiye iss audiobook mein . Agar aapko "Change Your Schedule, Change Your Life" jaisi book pasand hai to ye audiobook zaroor sunein.Read More