Azadi ki ladayi mein 1942 bahut important hai kyuki isi saal Gandhi ji ne Quit India Movement chalaya. Lekin ise logon tak pahunchane ka kaam kiya ek chhupi sanstha ne vo bhi radio se. Ise kiya tha naujawan ladkiyon ki ek toli ne jise lead kar rahi thi Usha Mehta. Kaise angreji hukumat se chhup kar alag alag jagahon se is radio ne logon mein azadi ki ladayi ki bhawana jagayi aur kaise Usha Mehta aur unki young brigade ne banaya “Secret Congress Radio”. Sab bata rahe hain “The Secret Congress Radio” mein.





