Kya aapko pata hai, hindustan ke pahadi state main 19 we sadi main ek aise royal bengal tigress ne aatank machaya tha, jiska naam aaj tak ke unbroken guiness world of records main shaamil hai, aur yeh record hai sabse jada insano ko maarne ka , 7 saal main is baaghin ne 1 ya 2 ya 10 nahi poore 436 logon ke jaan li, yeh uss samay aur aaj tak ke sabse bhayanak maneater hai, aakhir aisa kya hua iske saath jo yeh insani khoon ke pyasi ban gye , kaisa tha iska aatank ka samrajya, kaise hua iska anth, iss mystry se bhari hui original kahani ko suniye sirf KUKU FM par. Read More