Unlock 7 Day Free Trial of exclusive premium membership for just $2!
Start Free TrialAryan Ki Alien — Episode 6 in Hindi. Aryan Mehra, desh ka sabse bada businessman, apne chhote se Mumbai ke flat mein cancer se ladte hue apne kiye ki saza bhugat raha tha. Uska yeh yakeen tha ki usne apni behen ke saath jo kiya, uske baad uska tadap tadap kar marna tay tha. Lekin sab kuch tab badal gaya jab ek mysterious ladki, Arohi, 7 saal ke baad uski zindagi mein wapas aayi. Arohi ki aankhon ki chamak aur ajeeb si powers Aryan ke cancer ko heal karne lagti hain. Par kya hoga jab Aryan ko yeh pata chalega ki Arohi ek alien hai? Aur Aryan ne apni behen ke saath aakhir aisa kya kiya tha jo uske zindagi bhar ka dard ban gaya?