Insaan bhi bahut ajeeb hota hai, agar acchai nibhane pe aaye toh puri shiddat se nibhata hai aur agar burai par utar jaye to haiwaniyat ki had par kar deta hai. Humari yeh audiobook aisi hi do sachi kahani pe hai, jo hume insaan ke lalach aur swarth se rubaru karvati hai. Yeh kahani aise do seriel killer ki hai jinhone apni icchao ke chalte dusro ki zindagi ka mazak bana diya aur jurm ke raste par chal pade
Read More