Aadri ki duniya mein emotions aur pyaar ke liye koi jagah nahi hai. Papa ke kehne par India aata hai, Kuch dino ke liye lekin Shija se milne ke baad uski duniya badal jaati hai. Pyaar ki feelings se Aadri Aur Shija dono anjaan hai aur aadri wapas USA chala jata hai. Dooriyaan dono ko unke pyaar ka ahsas karati hai. To kya yai pyaar pura hoga? Janane ke liye sune puri kahani.Read More