Gayatri ke varsho ki tapasya ka phal Sughandha ke roop mein mila tha. Lekin Sughanda hamesha apni Ma se ek sawaal karti thi, jiska jawaab use yahi milta tha ki jis din apne pairo par khadi ho jaayegi, use sab bata diya jaayega! Kya tha wah sawaal, jo Sughandha ke jeevan mein naasur bankar chubta tha? Aisi kaun-si baat hai, jiske liye Sughandha se bachpan se itna lamba intezaar karna pada? Jaan ne ke liye puri kahani.Read More