Madhukar ko sabhi genius kahte the aur wwah tha bhi. Lekin jeevan ke har morche par wah asafal raha. Ek honahar insaan kyon apnr jeevan se haar gaya? Kya tha iska kaaran? Toota hua parivar, samajik vyavastha, vipareet paristhiyan ya khud? Yah upanyas jeevan ke utaar-chadhav aur samajik jeevan ki sachchai ko batata hai.Read More